Bala Tu Hai Anjani Ka Lala
Laal Langote Wala Aarti Karte Tere Naam Ki
O Baba Harday Mein Jyoti Siya Ram Ki
Tere Charno Mein Dhyan Lagaye
Le Pooja Ki Thali Jee
Laal Dhwaja Sindoor Nariyal
Leke Khade Sawali
Thali Leke Hi Aaye Teri Hi Jai Jai Boli
Soorat Hai Bholi Hanuman Ki
O Baba Harday Mein Jyoti Siya Ram Ki
Bala Tu Hai Anjani Ka Lala
Laal Langote Wala Aarti Karte Tere Naam Ki
O Baba Harday Mein Jyoti Siya Ram Ki
Ajar Amar Ho Hey Bajrangi
Ram Kaaj Ko Firte Jee
Mangal Jan Mein Mangal Karte
Nahi Kisi Se Darte
Bharte Sabke Bhandare Tum Ho
Bhakti Ki Haari Bane Bade Kaam Ki
O Baba Harday Mein Jyoti Siya Ram Ki
Bala Tu Hai Anjani Ka Lala
Laal Langote Wala Aarti Karte Tere Naam Ki
O Baba Harday Mein Jyoti Siya Ram Ki
Naam Tihara Dusht Dalan Hai
Tumho Bhakt Ubharan Jee
Gada Ghumate Aate Bhagwan
Aate Mangalvaar
Dharan Karte Hai Vidhya Tori
Leejo Jee Sudh Budh Mori
Aasha Hai Bhakti Ke Jaam Ki
O Baba Harday Mein Jyoti Siya Ram Ki
Bala Tu Hai Anjani Ka Lala
Laal Langote Wala Aarti Karte Tere Naam Ki
O Baba Harday Mein Jyoti Siya Ram Ki
Salasar Mein Mehandipur Mein
Dekha Hai Dhaam Nirala Jee
Prabhu Ram Ke Bhakt Bahut Hai
Tumsa Na Matwala
Tala Bhakto Ka Sankat Sara
Dete Ho Aap Sahara
Leela Hai Nyari Subah Shaam Ki
O Baba Harday Mein Jyoti Siya Ram Ki
Bala Tu Hai Anjani Ka Lala
Laal Langote Wala Aarti Karte Tere Naam Ki
O Baba Harday Mein Jyoti Siya Ram Ki
Kamal Singh Jo Kare Aarti Pawan Putra Hanumana Ki
Bhoot Pisach Nikat Na Aave Ho Jaye Balvana
Mana Hanumat Hai Bhola Bhala
Shobha Hai Jaise Shashi Bhaan Ki
O Baba Harday Mein Jyoti Siya Ram Ki
Bala Tu Hai Anjani Ka Lala
Laal Langote Wala Aarti Karte Tere Naam Ki
O Baba Harday Mein Jyoti Siya Ram Ki