बजरंग बलि जिनको
सिंदूर क्यू प्यारा है।।
रंग डाला सारा बदन
उनकी लीला ही न्यारी है।।
बजरंग बलि जिनको
सिंदूर क्यू प्यारी है।।
जय राम श्री राम जय जय राम
जय राम श्री राम जय जय राम।।
Bajrang Bali Jinko
Sindur Kyu Pyara Hai
Rang Dala Sara Badan
Unki Leela Hi Nyari Hai
Bajrang Bali Jinko
Sindur Kyu Pyari Hai
Jai Ram Shree Ram Jai Jai Ram
Jai Ram Shree Ram Jai Jai Ram
Anjani Ke Dulare Hai
Sankar Ke Pyare Hai
Sankat Mochan Hai Naam
Bhakto Ke Sahare Hai
Veero Mein Hai Mahaveer
Jo Baal Brahma Chari Hai
Rang Dala Sara Badan
Unki Leela Hi Nyari Hai
Bajrang Bali Jinko
Sindur Kyu Pyara Hai
Ek Din To Dik Santo
Veer Man Mein Magan Bhakto
Ghoomte Firte Aaye
Jag Janani Pass Fir To
Sita Ko Banaya Maa
Hanumat Gada Dhari Hai
Rang Dala Sara Badan
Unki Leela Hi Nyari Hai
Bajrang Bali Jinko
Sindur Kyu Pyara Hai
Tujhme Hai Ram Prasanna
Kya Jaadu Dala Hai
Hardum Swami Ke Mukh
Naam Tera Ye Dala Hai
Dukh Sunte Khade Hanumat
Maa Aur Nihari Hai
Rang Dala Saara Badan
Unki Leela Hi Nyari Hai
Dekha Jo Maat Sir
Pe Sindur Lagate
Tab Bola Veer Bajrang
Mata Se Yu Muska Ke
Sindur Tilak Se Juda
Kaho Maat Uchhari Hai
Rang Dala Sara Badan
Unki Leela Hi Nyari
Bajrang Bali Jinko
Sindur Kyo Pyari Hai
Sita Jin Yu Boli Sindur
Ka Hai Shringaar
Rang Liya Chachar Lala
Sindur Tabhi Tan Par
Laal Deh Par Laali Base
Bam Bhola Sukhari Hai
Rang Dala Sara Badan
Inki Leela Hi Nyari Hai
Bajrang Bali Jinko
Sindur Kyo Pyari Hai