चंदन है इस देश की माटी

चंदन है इस देश की माटी
तपोभूमि हर ग्राम है
हर बाला देवी की प्रतिमा
बच्चा बच्चा राम है।।

हर शरीर मंदिर सा पावन
हर मानव उपकारी है
जहॉं सिंह बन गये खिलौने,
गाय जहॉं मॉं प्यारी है
जहॉं सवेरा शंख बजाता
लोरी गाती शाम है ।।

जहॉं कर्म से भाग्य बदलता
श्रम निष्ठा कल्याणी है
त्याग और तप की गाथाऍं
गाती कवि की वाणी है
ज्ञान जहॉं का गंगाजल सा
निर्मल है अविराम है ।।

जिस के सैनिक समरभूमि
मे गाया करते गीता है
जहॉं खेत मे हल के नीचे
खेला करती सीता है
जीवन का आदर्श जहॉं
पर परमेश्वर का धाम है ।।

Chandan Hai Is Desh Ki Mati
Tapo Bhumi Har Gao Hai
Har Bala Devi Ki Pratima
Bachcha Bachcha Ram Hai

Chandan Hai Is Desh Ki Maati
Tapo Bhumi Har Gao Hai
Har Bala Devi Ki Pratima
Bachcha Bachcha Ram Hai

Har Sharir Mandir Saa Pawan
Har Manav Upkari Hai
Jaha Singh Bangaye Khilone
Gaaye Jaha Maa Pyari Hai

Jaha Savera Shankh Bajata
Lori Gaati Shaam Hai
Har Bala Devi Ki Pratima
Bachcha Bachcha Ram Hai

Jaha Karam Se Bhagya Badalta
Shram Nishta Kalyani Hai
Tyag Aur Tap Ki Gatha
Ye Gati Kavi Ki Vani Hai

Gyan Jaha Ka Ganga Jal Sa
Nirmal Hai Aviram Hai
Har Bala Devi Ki Pratima
Bachcha Bachcha Ram Hai

Jiske Sainik Samar Bhoomi Mein
Gaya Karte Geeta Hai
Jaha Khet Mein Hal Ke Neeche
Khela Karti Seeta Hai

Jeevan Ka Aadarsh Jahaper
Parmeshwar Ka Dham Hai
Har Bala Devi Ki Pratima
Bachcha Bachcha Ram Hai

Chandan Hai Iss Desh Ki Mati
Tapo Bhumi Har Gao Hai
Har Bala Devi Ki Pratima
Bachcha Bachcha Ram Hai

Jai Hind
Vande Mataram
Bharat Mata Ki Jai

इन देश भक्ति सांग को भी देखे –

1 thought on “चंदन है इस देश की माटी”

Leave a Comment