दाता एक राम, दाता एक राम
दाता एक राम, भिखारी सारी दुनिया।
राम एक देवता, पुजारी सारी दुनिया॥
दाता एक राम, भिखारी सारी दुनिया।
दाता एक राम
द्वारे पे उसके जाके, कोई भी पुकारता।
परम कृपा दे, अपनी भव से उभारता।
ऐसे दीनानाथ पे, बलिहारी सारी दुनिया॥
दाता एक राम, भिखारी सारी दुनिया।
दाता एक राम
दो दिन का जीवन प्राणी, कर ले विचार तू।
प्यारे प्रभु को अपने मन में निहार तू।
बिना हरी नाम के, दुखिआरी सारी दुनिया॥
दाता एक राम, भिखारी सारी दुनिया।
दाता एक राम
नाम का प्रकाश, जब अंदर जगायेगा।
प्यारे श्री राम का, तू दर्शन पायेगा।
ज्योति से जिसकी है, उजियारी सारी दुनिया॥
दाता एक राम, भिखारी सारी दुनिया
दाता एक राम
Data Ek Ram Data Ek Ram
Data Ek Ram Bhikari Sari Duniya
Data Ek Ram Bhikari Sari Duniya
Ram Ek Devta Pujari Sari Duniya
Pujari Saari Duniya Pujari Saari Duniya
Data Ek Ram Bhikari Sari Duniya
Data Ek Raam Data Ek Raam
Dwar Pe Uske Jaake Koi Bhi Pukarta
Param Kripa De Apni Bhav Se Ubharata
Aise Deena Nath Pe Balihari Sari Duniya
Data Ek Ram Bhikhari Sari Duniya
Data Ek Ram Bhikhari Sari Duniya
Ram Ek Devta Pujari Sari Duniya
Pujari Sari Duniya Data Ek Raam
Do Din Ka Jeevan Prani
Kar Le Vichar Tu
Kar Le Vichar Tu
Pyare Prabhu Ko Apne Man Mai Nihar Tu
Pyare Prabhu Ko Apne Man Mai Nihar Tu
Man Mai Nihar Tu
Bina Hari Naam Ke Dukhiyari Saari Duniya
Data Ek Ram Bhikhari Sari Duniya
Data Ek Ram Bhikhari Sari Duniya
Ram Ek Devta Pujari Sari Duniya
Data Ek Ram Data Ek Ram
Naam Ka Prakash Jab Ander Jagayega
Pyare Shri Ram Ka Tu Darshan Payega
Jyoti Se Jiski Hai
Jyoti Se Jiski Hai Ujyari Saari Duniya
Ujyari Saari Duniya
Data Ek Ram Bhikhari Sari Duniya
Data Ek Ram Bhikhari Sari Duniya
Ram Ek Devta Pujari Sari Duniya
Pujari Sari Duniya
Data Ek Ram Data Ek Ram