जब दर्द हो भक्तों को मेरे साई को भी होता
Jab Dard Ho Bhakto Ko Mere Sai Ko Bhi Hota
जब दर्द हो भक्तों को,
मेरे साई को भी होता,
जब नींद ना आये हमे मेरा साई भी नहीं सोता
जब दर्द हो भक्तों को…
इक साई ही है जग में हर रिश्ते निभाता है,
हर मुश्किल में बाबा बस दौड़ा आता है,
कोई और नहीं दीखता साई सामने जब होता,
जब नींद ना आये हमे मेरा साई भी न सोता,
जब दर्द हो भक्तों को,
जो डोर बन्धी उसको हम कैसे छुड़ाए गे,
जो है उपकार किये हम कैसे भुलाये गे,
मेरी मिट जाती हस्ती अगर साई नहीं होता,
जब नींद ना आये हमे मेरा साई भी न सोता,
जब दर्द हो भक्तों को,
बाबा ने किरपा अपनी जब से बसराई है,
मेरी मुरझाई बगियाँ फिर से महकाई है,
हमे इतना दिया उसने कभी कम ही नहीं होता,
जब नींद ना आये हमे मेरा साई भी न सोता,
जब दर्द हो भक्तों को,
Jab Dard Ho Bhakto Ko Mere Sai Ko Bhi Hota
Jab Dard Ho Bhakto Ko
Mere Sai Ko Bhi Hota
Jab Neend Naa Aaye Hume
Mera Sai Bhi Naa Sota
Jab Dard Ho Bhakto Ko
Mere Sai Ko Bhi Hota
Jab Neend Naa Aaye Hume
Mera Sai Bhi Naa Sota
Ek Sai Hi Hai Jag Mein
Har Rishte Nibhata Hai
Har Mushkil Mein Baba
Bus Dauda Aata Hai
Koi Aur Nahi Dikhta
Sai Samne Jab Hota
Jab Neend Naa Aaye Hume
Mera Sai Bhi Naa Sota
Jo Dor Bandhi Usko Hum Kaise Chhudayenge
Jo Hai Upkar Kiye Hum Kaise Bhulayenge
Meri Mit Jaati Hasti Agar Sai Nahi Hota
Jab Neend Naa Aaye Hume
Mera Sai Bhi Naa Sota
Jab Dard Ho Bhakto Ko
Mere Sai Ko Bhi Hota
Baba Ne Kripa Apni Jabse Barsayi Hai
Meri Murjhaayi Bagiya Fir Se Mehkai Hai
Hume Itna Diya Usne
Kabhi Kam Hi Nahi Hota
Jab Neend Naa Aaye Hume
Mera Sai Bhi Naa Sota
Jab Dard Ho Bhakto Ko
Mere Sai Ko Bhi Hota