जिनके घर में श्याम विराजे उनको चिंता होती नही
Jinke Ghar Mein Shyam Viraje Unko Chinta Hoti Nahi
जिनके घर में श्याम विराजे उनको चिंता होती नही,
जिन आँखों ने श्याम को देखा वो आंखे कभी रोती नही,
उनके घर में कही ना कही पे जय श्री श्याम लिखा होगा,
तीन बाण के निशान के निचे हारे का सहारा लिखा होगा,
इतना अटल विश्वास हो जिनको उनकी हार होती नही,
जिस घर में श्याम विराजे
उस घर के कोने कोने में इतर महक ता रहता है,
दिल की हर धड़कन से उनकी भाव भजन ही निकल ता है,
जिन हाथो से भोग लगाया उनसे गलती होती नही,
जिस घर में श्याम विराजे
उस घर में मेहमान को प्यारे श्याम का प्रेमी कहते है,
समय देख के बिन भोजन के जाने नही वो देते है,
ऐसे घर में सच में कन्हियाँ कोई कमी कभी होती नही,
जिस घर में श्याम विराजे
Jinke Ghar Mein Shyam Viraje Unko Chinta Hoti Nahi
Jinke Ghar Mein Shyam Viraje
Unko Chinta Hoti Nahi
Singer – Kanhaiya Mittal
Jinke Ghar Mein Shyam Viraje
Unko Chinta Hoti Nahi
Jin Aankho Ko Shyam Ne Dekha
Vo Aankhe Kabhi Roti Nahi
Jinke Ghar Mein Shyam Viraje
Unko Chinta Hoti Nahi
Unke Ghar Mein Kahi Naa Kahi Per
Jai Shri Shyam Likha Hoga
Teen Baan Ke Nishan Ke Neeche
Haare Ka Sahara Likha Hoga
Itna Atal Vishwash Ho Jinko
Unki Haar Kabhi Hoti Nahi
Jinke Ghar Mein Shyam Viraje
Unko Chinta Hoti Nahi
Jai Shri Shyam Bolo Jai Shri Shyam
Khatu Wale Baba Jai Shri Shyam
Unke Ghar Ke Har Kone Mein
Itra Mehkta Rehta Hai
Periwar Ke Bachcho Ke Muhper
Jai Shri Shyam Hi Rehta Hai
Jin Hatho Ne Bhog Lagaya
Unse Galti Hoti Nahi
Unke Ghar Ke Mehmano Ko
Shyam Ka Premi Kehte Hai
Samay Dekhkar Bin Bhojan Ke
Jaane Nahi Vo Dete Hai
Aise Ghar Mein Sach Mein Kanhaiya
Koi Kami Kabhi Hoti Nahi
Jai Shri Shyam Bolo Jai Shri Shyam
Khatu Wale Baba Jai Shri Shyam
Jinke Ghar Mein Shyam Viraje
Unko Chinta Hoti Nahi