जो श्याम पर फिदा हो, उस तन को ढूंढते हैं
घर श्याम का हो जिसमे उस मन को ढूंढते हैं।।
जो भी तू जाये प्रीतम की याद में बिरहा में,
जीवन भी ऐसे देके जीवन को ढूंढते हैं,
जो श्याम पर फिदा हो, उस तन को ढूंढते हैं।।
सुख शांति में सूरत में मति में तथा प्रतीतक में,
परणो की प्राण गति में मोहन को ढूंढते हैं,
जो श्याम पर फिदा हो, उस तन को ढूंढते हैं।।
भंधता है जिस में आकर बह ब्रहम मोक बंधन,
उस प्रेम के अनोखे बंधन को ढूंढ़ते है,
जो श्याम पर फिदा हो, उस तन को ढूंढते हैं।।
अहो की जो घटा हो दामनी हो दर्द दिल की,
रस बिंदु बरसे जिस से उस धन को ढूंढते हैं,
जो श्याम पर फिदा हो, उस तन को ढूंढते हैं।।
Singer Name :- Mridul Krishna Bhajan
Jo Shyam Per Fida Ho
Uss Tan Ko Dhudhate Hai
Ghar Shyam Ka Ho Jisme
Uss Man Ko Dhudhate Hai
Jo Shyam Per Fida Ho
Uss Tan Ko Dhudhate Hai
Ghar Shyam Ka Ho Jisme
Uss Man Ko Dhudhate Hai
Jo Beet Jaaye Preetam Ki
Yaad Mein Virah Mein
Jeevan Bhi Aese Dekhe
Jeevan Ko Dhundhate Hai
Jo Shyam Per Fida Ho
Uss Tan Ko Dhudhate Hai
Ghar Shyam Ka Ho Jisme
Uss Man Ko Dhudhate Hai
Sukh Shanti Mein Surati Mein
Mati Mein Katha Pragati Mein
Praano Ki Praan Gati Mein
Mohan Ko Dhudhate Hai
Bandhata Hai Jisme Aakar
Vo Brahma Moksha Bandhan
Uss Prem Ke Anoothe
Bandhan Ko Dhundhate Hai
Aaho Ki Jo Ghata Ho
Damani Ho Dard Dil Ki
Ras Bindu Barse Jis Se
Uss Ghan Ko Dhundate Hai
Jo Shyam Per Fida Ho
Uss Tan Ko Dhudhate Hai
Ghar Shyam Ka Ho Jisme
Uss Man Ko Dhudhate Hai