श्री गणेश की कथा सुनौउ
सुनलो भक्तो ध्यान लगाए
मस्तक में चंद्रमा विराजे
स्वरना मुकुट शोभा बदाए।।
रत्ना जडित माला है गले में
कर में परशु पुष्पा दिखाए
नर का टन और गाज मुख धारी
एक दाँत शशि माल कहिये
मूषक राज है जिनकी सवारी।।
Shri Ganesh Ki Katha Sunau
Sunlo Bhakto Dhyan Lagaye
Mastak Mein Chandrama Viraje
Swarna Mukut Shobha Badaye
Ratna Jadit Mala Hai Gale Mein
Kar Mein Parshu Pushpa Dikhaye
Nar Ka Tan Aur Gaj Mukh Dhaari
Ek Dant Shashi Maal Kahye
Mooshak Raj Hai Jinki Savari
Buddhi Ke Data Kehlaye
Shiv Ke Sut Aur Gauri Ke Putra Hai
Jinko Sir Pooje Sir Naaye
Kaise Janam Hua Tha Unka
Kaise Janam Hua Ganesh Ka
Saari Katha Raha Batlaye
Parvati Maa Ki Do Sakhiya
Jaya Aur Vijaya Kahlaye
Karne Ko Snan Chali Hai
Jal ke Andar Gayi Samaye
Teeno Lagi Jal Kreeda Karne Lagi
Tabhi Jaya Boli Muskaye
Pyari Sakhiyo Meri Sunlo
Sunlo Baat Dhyan Lagaye
Vastra Aur Tan Bheega
Koi Purush Yadi Yaha Aa Jaye
Iss Halat Mein Dekhega To
Dharama Pati Vrat Bhang Ho Jaye
Pahre Daar Ka Pehra Lagao
Koi Yaha Aane Na Paye
Bahut Se Gan Hai Mere Pati Ke
Tere Pass To Ek Bhi Naaye
Jaya Ki Baat Sunke Girja
Tan Ke Mail Ko Rahi Mail Chhudaye
Mail Chhuda Ke Putla Banayi
Praan Pravahit Diya Karaye
Jaise Hi Praan Putal
Sunda Bachcha Diya Dikhaye
Maata Ko Kar Jod Ke Bola
Mata Ko Kar Jod Ke Bola
Charnan Mein Diya Sheesh Navaye
Kis Karan Se Hume Bulaaye
Shree Ganesh Ki Sunkar Bate
Mata Ne Dee Chhadi Thamaye
Hath Mein Chhadi Thama kar Boli
Sunlo Beta Koi Purush Na Aane Paaye
Jabtak Main Snaan Na Karlu
Koi Purush Na Aane Paaye
Pahre Dari Karo Tum Yaha Ki
Shee Ganesh Ko Rahi Bataye
Mata Ka Aadesh Sune Hai
इन गणेश भजन को भी देखे –
- आज बुधवार है गणपत जी का वार है
- शिव गौरी पुत्र गणेश प्रथम प्रणाम करो
- प्रथमेश्वर देवेश्वर करु देव वंदना
- ओ गणेश विघ्नो का तू है हरता
- तुम देवो के सरताज तुम्हारा चारो तरफ है राज गजानन गणपति
- हर दुख हरलो हे शिव के राजदुलारे गणेशा
- सबके काज सवारो मेरे गणपति जी महाराज
- गजानंद कृपा बरसा दे
- गोद में गजानन मचल गायो रे